Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeTu Aaye Naa Aaye
HomeTu Aaye Naa Aaye
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ye duniya waale poochhenge ye duniya waale poochhenge mulaqaat hui kya baat hui ye baat kisi se na kehna ye duniya waale poochhenge mulaqaat hui kya baat hui ye baat kisi se na kehna ye duniya waale poochhenge ho ho ho oooo ye baat agar koi poochhe kyun nain tere jhuk jaate hain tum kehna inki aadat hai ye nain yunhi sharmaate hain tum logon se ye na kehna sanwariya se laage naina sanwariya se laage naina ye duniya waale poochhenge ho ho ho oooo main to ye pyaar chhupa loongi tum kaise dil ko sambhaloge dil kya tum to deewaron pe meri tasvir laga loge dekho ye kaam nahin karna mujhko badnaam nahin karna mujhko badnaam nahin karna ye duniya waale poochhenge mulaqaat hui kya baat hui ye baat kisi se na kehna ye duniya waale poochhenge ho ho ho oooo ye poochhenge wo kaun hai jo tere dil ko dhadkaata hai ye poochhenge wo kaun hai jo chhup ke sapanon mein aata hai tum mera naam nahin lena sar pe ilzaam nahin lena sar pe ilzaam nahin lena ye duniya waale poochhenge
ye mahalon ye takhton ye taajon ki duniyaa ye insaan ke dushman samaajon ki duniyaa ye mahalon ye takhton ye taajon ki duniyaa ye insaan ke dushman samaajon ki duniyaa ye daulat ke bhookhe ravaajon ki duniyaa ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai har ek jism ghaayal har ek ruh pyaasi nigaahon mein uljhan dilon mein udaasi ye duniyaa hai yaa aalam e badhawaasi ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai jahaan ek khilauna hai insaan ki hasti ye basti hai murda paraston ki basti yahaan par to jeevan se hai maut sasti ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai jawaani bhatakti hai badkaar bankar jawaan jism sajte hai baazaar bankar jahaan pyaar hotaa hai vyaapaar bankar ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa jahaan aadami kuchh nahin hai wafaa kuchh nahin dosti kuchh nahin hai ye duniyaa
ye duniyaa banana aur bana ke phir chalana bas ussi ka kaam hai bada jordaar uska intezaam hai ho bada jabardast uska intezaam hai raat ko hi raat parbhaat ko parbhaat shaam hi ko shaam hai bada jordaar uska intezaam hai ho bada jabardast uska intezaam hai ye duniyaa banana aur bana ke phir chalana bas ussi ka kaam hai bada jordaar uska intezaam hai ho bada jabardast uska intezaam hai jal pe hai thal aur thal pe aasmaan hai phir bhi ek dooje pe na bojhe ke samaan hai jal pe hai thal aur thal pe aasmaan hai phir bhi ek dooje pe na bojhe ke samaan hai gajab ka ye jahaan hai bin khambe ka makaan hai gajab ka ye jahaan hai bin khambe ka makaan hai jahaan ka ek ek tan uska ghulaam hai bada jordaar uska intezaam hai ho bada jabardast uska intezaam hai ye duniyaa banana aur bana ke phir chalana bas ussi ka kaam hai bada jordaar uska intezaam hai ho bada jabardast uska intezaam hai surya chandra taare apne dharm se na chal sake insaan ki majaal kya jo uska kram badal sake
kehat kabeer suno bhayi saadho baat kahun main khari ye duniyaa ek numbari to main das numbari ye duniyaa ek numbari to main das numbari are kehat kabeer suno bhayi saadho baat kahun main khari ye duniyaa ek numbari to main das numbari ye duniyaa ek numbari to main das numbari ek numbar ka haath dikhaya jab keh ke jai kaali are ek numbar ka haath dikhaya jab keh ke jai kaali itne hi se dhopi bhaari jeb ho gayi khaali do numbar hai aur niraala dekhun aur khul jaaye taala udd ke packet mein aa jaaye hare note ki bari ye duniyaa ek numbari to main das numbari ye duniyaa ek numbari to main das numbari numbar teen ka chamatkar dekho jab phenkun patta are numbar teen ka chamatkar dekho jab phenkun patta sab ki tabiyat karun saaf dilli ho ya calcatta chauthe mera gazab ka jhaansa aap diya dujje ko phaansa kabhi kabhi to police ko ulte dikhlaun hathkadi ye duniyaa ek numbari to main das numbari ye duniyaa ek numbari to main das numbari paanchva numbar zulm ka dushman main
jeete ji duniyaa ko jalaaya mar ke aap jalaa poochho jaane waale se koi tere saath chala ye duniyaa nahin jaagir kisi ki ye duniyaa nahin jaagir kisi ki raja ho yaa rank yahan to sab hain chowkidar kuchh to aa kar chale gaye kuchh jaane ko taiyaar ye duniyaa nahin jaagir kisi ki raja ho yaa rank yahan to sab hain chowkidar kuchh to aa kar chale gaye kuchh jaane ko taiyaar khabardaar khabardaar ye duniyaa nahin jaagir kisi ki ye duniyaa nahin jaagir kisi ki apni apni kismat le ke duniyaa mein sab aaye hooo sab aaye jitne saans likhe hain jiske wo poore kar jaaye haan kar jaaye seedhi saadhi baat hai lekin samjhe naa sansaar kuchh to aa kar chale gaye kuchh jaane ko taiyaar khabardaar khabardaar ye duniyaa nahin jaagir kisi ki ye duniyaa nahin jaagir kisi ki dekh raha hai kya kya sapne raat ko sone wala hooo sone wala ye naa jaane aankh khule to kya hai hone wala haan hone wala kya mera kya tera saari baaten hain bekaar kuchh to aa kar chale gaye kuchh jaane ko
ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin kis ko sunaaun haal dil e bekaraar ka bujhta hua charaag hoon apne majaar ka aye kaash bhool jaaun magar bhoolta nahin kis dhoom se utha tha janaaza bahaar ka ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin apna pataa mile na khabar yaar ki mile dushman ko bhi na aisi sajaa pyaar ki mile unko khuda mile hai khuda ki jinhein talaash mujh ko bas ek jhalak mere dildaar ki mile ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin sehraa mein aake bhi mujh ko thikaana na milaa ghum ko bhoolaane ka koi bahaana na milaa dil tarse jis mein pyaar ko kyaa samjhun us sansaar ko ek jeetee baaji haar ke main dhoondhon bichhade yaar ko ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin o o o o o o o o o door
yun sharmaayi ye tanhaayi aankhen bhar aayin tu to naa aayi teri yaad aayi tu to naa aayi teri yaad aayi yun tarsaayi yun tadpaayi shaam e judaayi tu to naa aayi teri yaad aayi tu to naa aayi teri yaad aayi tasveeren teri deewaron pe dekhte hain hum hasraton se tu to naa aayi teri yaad aayi tu to naa aayi teri yaad aayi yun tarsaayi yun tadpaayi shaam e judaayi tu to naa aayi teri yaad aayi tu to naa aayi teri yaad aayi paigaam toooo kuchh bhejtiiiiii hain kuchh wajah yaa yun hi bewajah tu jo naa aayi dene lagi dil ko dilaasa har pal tere aane ki aasha tu to naa aayi teri yaad aayi tu to naa aayi teri yaad aayi yun sharmaayi ye tanhaayi aankhen bhar aayin tu to naa aayi teri yaad aayi tu to naa aayi teri yaad aayi tu to naa aayi
aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa hoooo hooo ye tanhaayi haaye re haaye jaane phir aaye na aaye thaam lo baahen thaam lo baahen ye tanhaayi haaye re haaye jaane phir aaye na aaye thaam lo baahen thaam lo baahen jhoom jhoom gaaun pyaar se sharmaaun ek nasha sa mujhe ho chala teri meri chaahen roz badi jaayen aur na toote kabhi silsila dekh teri meri ab ek dagariya thaam lo baahen thaam lo baahen aaj bane saathi deep aur baathi jagmagaayi meri zindagi paa ke tere saaye kaun aage jaaye tu mila to mili har khushi tan mann chamke hai jaise bijuriya thaam lo baahen thaam lo baahen aaj samay aaya maine tujhe paaya main lata hoon tere pyaar ki phool naye laaun tujhko mehkaaun main kali hoon tere haar ki pyaar ki humare amar ho umariyaa thaam lo baahen thaam lo baahen ye tanhaayi haaye re haaye jaane phir aaye na aaye thaam lo baahen hmmm hmm hmmm hmmm hmm hmmm thaam lo baahen
ye to nahin ke ghum nahin ye to nahin ke ghum nahin haan meri aankh nam nahin ye to nahin ke ghum nahin tum bhi to tum nahin ho aaj tum bhi to tum nahin ho aaj tum bhi to tum nahin ho aaj hum bhi to aaj hum nahin hum bhi to aaj hum nahin ye to nahin ke ghum nahin ab na khushi ki hai khushi ab na khushi ki hai khushi ab na khushi ki hai khushi ghum ka bhi ab to ghum nahin ghum ka bhi ab to ghum nahin ye to nahin ke ghum nahin maut agar che maut hai maut agar che maut hai maut agar che maut hain maut se zeest kam nahin maut se zeest kam nahin ye to nahin ke ghum nahin haan meri aankh nam nahin ye to nahin ke ghum nahin
lagi hai aag si har mauj ki rawaani mein machal rahi hai koi naazni paani mein ye tune kya kaha kaha hoga ye maine kya suna suna hoga are ye dil gaya gaya hoga ye tune kya kaha kaha hoga ye maine kya suna suna hoga are ye dil gaya gaya hoga ye tune kya kaha kaha hoga chham se bahar aayi jaan e wafa aaj tere saath tere saath pyaar le angdaai chhaya nasha tham mera haath mera haath door na jana kar ke bahaana mere sanam tu mere sanam tu ye tune kya kaha kaha hoga ye maine kya suna suna hoga are ye dil gaya gaya hoga ye tune kya kaha kaha hoga ban ke lehar jhoome aaj mera pyaar tere saath tere saath zulf teri choome kaali ghata jaise mere saath mere saath bhool na jaana dil ka fasana mere sanam tu mere sanam tu ye tune kya kaha kaha hoga ye maine kya suna suna hoga are ye dil gaya gaya hoga ye tune kya kaha kaha hoga udta hua aanchal leke hawa dole mere saath mere saath dil mein machi halchal jaan e ada bol koi baat koi baat tod na jaana dil ye diwaana mere sanam tu
yeh duniya roop ki chor yeh duniya roop ki chor bachaale mujhe babu bachaale mujhe babu bachaale mujhe babu re yeh duniya roop ki chor ho ooo oooo ho ooo oo raste mein mila ek bangali dhoti dhili dhali raste mein mila ek bangali darsan ka abhilashi wo kahne laga kya wo kahne laga jal khaabe rasgulla khaabe aur kahne laga ami tumi bhaalobaashi maai ri bhaalobaashi bhaalobaashiiii main kyaa jaanoon ami tumi main bhagi tumhari or bachaale mujhe babu bachaale mujhe babu bachaale mujhe babu re yeh duniya roop ki chor hui mulaqaat meri ek gujrati se kahne laga mujhe saaro chhe saaro chhe sun chhe kem chhe kem chhe saaro chhe chhe chhe chhe chhe ak chhee oo maare te aangne ek waar aawo jo maare te aangne ek waar aawo jo maare te aangne ek waar aawo jo main kyaa jaanoon aawo jo aawo jo bhagi tumhari or bachaale mujhe babu bachaale mujhe babu bachaale mujhe babu re yeh duniya roop ki chor ek maraathaa saahab aalaa aate hi sab gadbadjhaalaa kabhi kahe asa kaay kabhi kahe
yeh duniya yeh duniya haye hamaari yeh duniya shaitaanon ki basti hai yahaan zindagi sasti hai yeh duniya yeh duniya haye hamaari yeh duniya shaitaanon ki basti hai yahaan zindagi sasti hai yeh duniya yeh duniya dam lene ko saaya hai talwaaron ka so jaane ko bistar hai angaaron ka kadam choom tu sar ke andhe peeron ke karna hai to sajda kar deewaaron ka arre karna hai to sajda kar deewaaron ka yeh duniya yeh duniya haye hamaari yeh duniya har zaalim ek hasti hai mazhab julm parasti hai yeh duniya yeh duniya raaz yeh dar ka maut hai yahaan ki raani kadam kadam pe zor julm ki manmaani bhook yahaan ki fasal saal bhar falti hai log yahaan peete hain aankhon ka paani are log yahaan peete hain aankhon ka paani yeh duniya yeh duniya haye hamaari yeh duniya harsu aag barasti hai pyaasi rooh tarasti hai yeh duniya yeh duniya badal rahi hai roz badalti jaayegi badal rahi hai roz badalti jaayegi duniya karwat legi chakkar khayegi lekin hum majrum gareebon ki kismat kabhi na
yeh duniyaa patang nit badale ye rang koi jaane na udaane wala kaun hai yeh duniyaa patang nit badale ye rang koi jaane na udaane wala kaun hai sab apni udaayen ye jaan na paayen kab kis ki chadhe kis ki kat jaaye ye hai kisko pata rukh badle hawa aur dor idhar se udhar hat jaaye ho wo dor ya kamaan ya zameen aasmaan koi jaane na banane wala kaun hai ude akad akad dhan walon ki patang sada dekha hai gareeb se hi pench lade hai guroor ka huzoor sar niche sada jo bhi jitna uthaaye use utne pade kis baat ka gumaan bhala kare insaan jab jaane na banane wala kaun hai
ye duniyaa usi ki jo pyaar kar le preet se dil ka singaar kar le preet se dil ka singaar kar le mann mein jiss ke naa pyaar ki lagan hai uska jeevan bhi kya jeevan hai suno suno ji kya kehti hai paayal ki jhankaar ta ta dhin tana de re naa na ta ra ni dhum ta da ni ta de re na ta ta dhin tana de re naa na ta ra ni dhum ta da ni ta de re na ta dhim ta dhim tak tak tak takit takit tak takit takit tak takit takit tak ta ta ta hoooo oooooo mann mein jiss ke naa pyaar ki lagan hai uska jeevan bhi kya jeevan hai nazren kisi se to chaar kar le apni ankhiyon se parda hata le mann ki bagiyaan mein kaliyaan khila le suno suno ji kya kehti hai paayal ki jhankaar na der da ni tin dir da ni dim dim ta nan na oo der da ni oo der dim dim ta nan na aaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa ta gan na tai tai kir tai tai kir tai tai tai kir tai tak jhoom jhoom tak jhoom jhoom hooo ooooo apni ankhiyon se parda hata le mann ki bagiyaan mein
yun hi tanhaayi mein yun hi tanhaayi mein yun hi tanhaayi mein yun hi tanhaayi mein hum dil ko saza dete hain yun hi tanhaayi mein hum dil ko saza dete hain naam likhte hain tera likh ke mita dete hain yun hi tanhaayi mein hum dil ko saza dete hain jab bhi naakaam mohabbat ka koi zikar kare jab bhi naakaam mohabbat ka koi zikar kare log haste hain mera naam bata dete hain naam likhte hain tera likh ke mita dete hain yun hi tanhaayi mein hum dil ko saza dete hain ab khushi ki koi tarqeeb na soche duniya ab khushi ki koi tarqeeb na soche duniya ab ye aalam hai kuchh ghum hi maza dete hain naam likhte hain tera likh ke mita dete hain yun hi tanhaayi mein hum dil ko saza dete hain ab tasalli nahin di jaati mariz e ghum ko ab tasalli nahi di jaati mariz e ghum ko dekhne wale bhi marne ki duwa dete hain naam likhte hain tera likh ke mita dete hain yun hi tanhaayi mein hum dil ko saza dete hain kya zarurat hai rafeeq bart ko yeh zehmat ho kya zarurat hai rafeeq bart ko
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ye Duniya Waale Poochhenge Mahal (1969) 05:12 21066
 
Poster of Mahal (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dev Anand, Asha Parekh
Duration : 05:12   Song Number : 21066   

Ye Duniyaa Agar Mil Bhi Pyaasa (1957) 05:05 21465
 
Poster of Pyaasa (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 05:05   Song Number : 21465   

Ye Duniyaa Banana Kan Kan Mein Bhagwan (1963) 03:50 13515
 
Poster of Kan Kan Mein Bhagwan (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Shiv Ram
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Anita Guha, Mahipal
Duration : 03:50   Song Number : 13515   

Ye Duniyaa Ek Numbari Dus Numbri (1976) 06:23 13209
 
Poster of Dus Numbri (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh, Chorus
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 06:23   Song Number : 13209   

Ye Duniyaa Nahin Chowkidar (1974) 07:19 13009
 
Poster of Chowkidar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Om Prakash
Duration : 07:19   Song Number : 13009   

Ye Duniyaa Ye Mehfil Heer Raanjha (1970) 07:09 21438
 
Poster of Heer Raanjha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Duration : 07:09   Song Number : 21438   

Ye Tanhaayi K K 04:23 16863
 
Poster of K K
 
Category
Indipop
Lyricist
Mehboob
Music Director- 
Leslie Lewis
Singer- 
K K
Duration : 04:23   Song Number : 16863   

Ye Tanhaayi Haaye Re Haaye Tere Ghar Ke Samne (1963) 03:04 14339
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nutan
Duration : 03:04   Song Number : 14339   

Ye To Nahin Ke Ghum Nahin Chitra Singh 04:05 15754
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:05   Song Number : 15754   

Ye Tune Kya Kaha Kaha Hoga Insaaf (1966) 04:04 32835
 
Poster of Insaaf (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Akhtar Rahmani
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Prithviraj Kapoor
Duration : 04:04   Song Number : 32835   

Yeh Duniya Roop Ki Chor Shabnam (1949) 04:57 32709
 
Poster of Shabnam (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Haroon Khan, Dileep Kumar, Various
Duration : 04:57   Song Number : 32709   

Yeh Duniya Yeh Duniya Yahudi (1958) 03:56 39127
 
Poster of Yahudi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 03:56   Song Number : 39127   

Yeh Duniyaa Patang Patang (1960) 03:09 32738
 
Poster of Patang (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Om Prakash
Duration : 03:09   Song Number : 32738   

Yeh Duniyaa Usi Ki Jo Gharana (1961) 04:24 13278
 
Poster of Gharana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Meenu Mumtaaj
Duration : 04:24   Song Number : 13278   

Yun Hi Tanhaayi Mein Hum Dil Ko Anup Jalota 06:06 18485
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Ghazal
Duration : 06:06   Song Number : 18485